Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeZindagi Hai Kya Sun
HomeZindagi Hai Kya Sun
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


zindagi ek safar hai suhana yahan kal kya ho kisne jaana zindagi ek safar hai suhana yahan kal kya ho kisne jaana haan zindagi ek safar hai suhana yahan kal kya ho kisne jaana ud le e ud le e o u ud le e ud le e u ud le e ud le e o u ud le e ud lee u ud le e ud le e o u ud le e ud le e u ud le e ud le e o u ud le e ud lee u chaand taaron se chalna hai aage asmaanon se badhna hai aage are chaand taaron se chalna hai aage asmaanon se badhna hai aage peechhe reh jaayega ye zamana yahan kal kya ho kisne jaana zindagi ek safar hai suhana yahan kal kya ho kisne jaana ud le e ud le e o u ud le e ud le e u ud le e ud le e o u ud le e ud lee u ud le e ud le e o u haa haa ud le e ud le e o u hanste gaate jahan se guzar duniya ki tu parvah na kar hanste gaate jahan se guzar duniya ki tu parvah na kar muskuraate huye din bitaana yahan kal kya ho kisne jaana zindagi ek safar hai suhana yahan kal kya ho kisne jaana di di di di deyi ud le e ud le e ou di di di di do u ud le e ud
zindagi ek safar hai suhana yahan kal kya ho kisne jaana zindagi ek safar hai suhana yahan kal kya ho kisne jaana uddlayee uddlayee uddlayee uuu uddlayee uddlayee uuu uddlayee uddlayee uddlayee uuu uddlayee uddlayee uuu lal lal lal la laa lal lal lal laa la lal lal lal la laa lal lal lal la ha ha ha ha ha chaand taaron se chalna hai aage aasmaanon se badhna hai aage chaand taaron se chalna hai aage aasmaanon se badhna hai aage peechhe rah jaayega ye zamana yahan kal kya ho kisne jaana zindagi ek safar hai suhana yahan kal kya ho kisne jaana uddlayee uddlayee uddlayee uuu uddlayee uddlayee uuu uddlayee uddlayee uddlayee uuu uddlayee uddlayee uuu lal lal lal la laa lal lal lal laa la lal lal lal la laa lal lal lal lal la hanste gaate jahan se guzar duniya ki tu parwaah na kar hanste gaate jahan se guzar duniya ki tu parwaah na kar muskurate huye din bitana yahan kal kya ho kisne jaana zindagi ek safar hai suhana yahan kal kya ho kisne jaana
zindagi guzaarne ko saathi ek chahiye husn gar nahi sharaab hi sahi zindagi guzaarne ko saathi ek chahiye husn gar nahi sharaab hi sahi husn gar nahi sharaab hi sahi jabse wo gaye hain apni zindagi mein ek naya daur aa gaya hai jabse wo gaye hain apni zindagi mein ek naya daur aa gaya hai unse keh do apne dil mein unse bhi haseen koi aur aa gaya hai zar ke aage sar jhuka ke husn bewafa hua aaj koi humsafar nahi raha to kya hua mere humsafar janaab hi sahi mere humsafar janaab hi sahi zindagi guzaarne ko saathi ek chahiye husn gar nahi sharaab hi sahi husn gar nahi sharaab hi sahi ishq aur wafa ka sirf naam hai jahan me kaam kuchh bhi nahi hai ishq aur wafa ka sirf naam hai jahan me kaam kuchh bhi nahi hai dil ki chaahe kitni azmate ginaao dil ka daam kuchh bhi nahi hai aaj maine tay kiya hai har tilism todna ek naye raaste pe zindagi ko modna ab ye faisla kharab hi sahi ab ye faisla kharab hi sahi zindagi guzaarne ko saathi ek chahiye husn gar nahi sharaab hi sahi
zindagi hai kya sun meri jaan pyaar bhara dil meethi zabaan zindagi hai kya sun meri jaan pyaar bhara dil meethi zabaan pyaar tujhe dega wo maalik o pyaare jabaan main teri meethi karun aaaaaa yahaan zindagi hai kya sun meri jaan pyaar bhara dil meethi zabaan honthon se meetha meetha ras tapkaao ji icekreem waala aaya aao ji honthon se meetha meetha ras tapkaao ji icekreem waala aaya aao ji teri gali mein laga di maine chhoti moti si dukaan zindagi hai kya sun meri jaan pyaar bhara dil meethi zabaan pyaar tujhe dega wo maalik o pyaare jabaan main teri meethi karun aaaaaa yahaan zindagi hai kya sun meri jaan pyaar bhara dil meethi zabaan door se kyun hain tuk tuk taktaa pyaare paise bina hi le jaa le jaa pyaare door se kyun hain tuk tuk taktaa pyaare paise bina hi le jaa le jaa pyaare aana do aana nahin hai to udaasi kaisi meri jaan zindagi hai kya sun meri jaan pyaar bhara dil meethi zabaan pyaar tujhe dega wo maalik o pyaare jabaan main teri meethi karun aaaaaa
zindagi ka safar hai ye kaisa safar koi samjha nahin koi jaana nahin zindagi ka safar hai ye kaisa safar koi samjha nahin koi jaana nahin hai ye kaisi dagar chalte hain sab magar koi samjha nahin koi jaana nahin zindagi ko bahut pyaar humne diya aa aa maut se bhi muhabbat nibhaayenge hum rote rote zamaane mein aaye magar hanste hanste zamaane se jaayenge hum jaayenge par kidhar hai kise ye khabar koi samjha nahin koi jaana nahin aise jeevan bhi hai jo jiye hi nahin jinko jeene se pehle hi maut aa gayi phool aise bhi hain jo khile hi nahin jinko khilne se pehle khizaa kha gayi hai pareshaan nazar thak gaye chaar agar koi samjha nahin koi jaana nahin
zindagi ka yun zubaan par naam aana chahiye zindagi ka yun zubaan par naam aana chahiye har taraf se pyaar ka paigaam aana chahiye zindagi ka yun zubaan par naam aana chahiye bas mazaa jeene ka ha ha ha bas mazaa jeene ka suboh shaam aana chahiye zindagi ka yun zubaan par naam aana chahiye aadmi ko aadmi ke kaam aana chahiye zindagi ka yun zubaan par naam aana chahiye zindagi ka yun zubaan par naam jeevan khel hai duniyaa rail hai chhuk chhuk chhuk chhuk chhuk chhuk chalo railgadi ki tarah khel ye khelo khiladi ki tarah gir mat jaana anadi ki tarah jeevan khel hai duniyaa rail hai jeet kar iss khel mein jeet kar iss khel mein inaam aana chahiye zindagi ka yun zubaan par naam aana chahiye zindagi ka yun zubaan par naam hasne se naa rone se jaagne se naa sone se hasne se naa rone se jaagne se naa sone se jikr bhi hota nahin gumnaam hone se naam hota hai zara badnaam hone se apne sar pe bhi koi apne sar pe bhi koi ilzaam aa na chahiye zindagi ka yun zubaan par naam
zindagi kaisi hai paheli haai kabhi to hasaaye kabhi ye rulaaye zindagi kaisi hai paheli haai kabhi to hasaaye kabhi ye rulaaye kabhi dekho mann nahin jaage peechhe peechhe sapnon ke bhaage ho kabhi dekho mann nahin jaage peechhe peechhe sapnon ke bhaage ik din sapnon ka raahi chalaa jaaye sapnon ke aage kahan zindagi kaisi hai paheli haai kabhi to hasaaye kabhi ye rulaaye jinhone sajaaye yahan mele sukh dukh sang sang jhele ae ae jinhone sajaaye yahan mele sukh dukh sang sang jhele wohi chun kar khaamoshi yun chale jaaye akele kahan zindagi kaisi hai paheli haai kabhi to hasaaye kabhi ye rulaaye
zindagi ke is safar ki kaun si manzil hai ye zindagi ke is safar ki kaun si manzil hai ye doobta main jaa raha hoon jispe wo saahil hai ye zindagi ke is safar ki kaun si manzil hai ye yaad karne bhoolne ki baat bhi koi nahin yaad karne bhoolne ki baat bhi koi nahin main akela bhi nahin aur saath bhi koi nahin har taraf tanhaiyaan hain naam ki mehfil hai ye zindagi ke is safar ki kaun si manzil hai ye doobta main jaa raha hoon jispe wo saahil hai ye ek taraf dil ek taraf main ghum ki ye parchhaiyaan ek taraf dil ek taraf main ghum ki ye parchhaiyaan saath dil ka doon to hoti hain badi ruswaaiyaan faisle ka waqt hai par faisla mushkil hai ye zindagi ke is safar ki kaun si manzil hai ye doobta main jaa raha hoon jispe wo saahil hai ye zindagi ke is safar ki kaun si manzil hai ye
zindagi ke safar mein guzar jaate hain jo maqaam wo phir nahin aate wo phir nahin aate zindagi ke safar mein guzar jaate hain jo maqaam wo phir nahin aate wo phir nahin aate phool khilte hain log milte hain phool khilte hain log milte hain magar patjhad mein jo phool murjhaa jaate hain wo bahaaron ke aane se khilte nahin kuchh log ik roz jo bichhad jaate hain wo hazaaron ke aane se milte nahin umr bhar chaahe koi pukaara kare unka naam wo phir nahin aate wo phir nahin aate aankh dhokha hai kya bharosa hai aankh dhokha hai kya bharosa hai suno doston shaq dosti ka dushman hai apne dil mein ise ghar banaane naa do kal tadapna pade yaad mein jinki rok lo ruth kar unko jaane naa do baad mein pyaar ke chaahe bhejo hazaaro salaam wo phir nahin aate wo phir nahin aate suboh aati hai raat jaati hai suboh aati hai raat jaati hai yunhi waqt chalta hi rehtaa hai rukta nahin ek pal mein ye aage nikal jaata hai aadmi thik se dekh paata nahin aur parde pe manzar badal jaata hai
zindagi ke safar mein na jaane kab kaise ye do anjaane huye pyaar mein yun deewane huye pyaar mein yun deewane zindagi ke safar mein na jaane kab kaise ye do anjaane huye pyaar mein yun deewane huye pyaar mein yun deewane kabhi to dil ye khona tha hua wahi jo hona tha kabhi to dil ye khona tha hua wahi jo hona tha milkar tumse teri kasam se hoke khud se begaane zindagi ke safar mein na jaane kab kaise ye do anjaane huye pyaar mein yun deewane huye pyaar mein yun deewane suni thi hamne baat kahin magar nahin tha humko yakeen suni thi hamne baat kahin magar nahin tha humko yakeen ab to ye jana hamne ye mana hote hain sach afsaane zindagi ke safar mein na jaane kab kaise ye do anjaane huye pyaar mein yun deewane huye pyaar mein yun deewane mila jo tera pyaar sanam bhula diye duniya ke ghum mila jo tera pyaar sanam bhula diye duniya ke ghum is jeevan ke soone mann ke saj gaye har veeraane zindagi ke safar mein na jaane kab kaise ye do anjaane huye pyaar mein yun
zindagi ke safar mein akele thei hum mil gaye tum to dil ko sahaara milaa aa gaye ik naye raaste par kadam jab tumhaari nazar ka ishaara milaa zindagi ke safar mein akele thei hum zindagi ko tamanna thi humraaz ki saaz e dil ko zaroorat thi aawaaz ki zindagi ko tamanna thi humraaz ki saaz e dil ko zaroorat thi aawaaz ki tumne jab muskuraa kar pukaara humein zindagi ko khushi ka nazaara milaa zindagi ke safar mein akele thei hum mil gaye tum to dil ko sahaara milaa zindagi ke safar mein akele thei hum ab zamaane ka darr hai na duniyaa ka ghum apni taqdeer par naaz karte hain hum ab zamaane ka darr hai na duniyaa ka ghum apni taqdeer par naaz karte hain hum aaj aankhon ko jalwe tumhaare mille aaj haathon ko daaman tumhaara milaa zindagi ke safar mein akele thei hum mil gaye tum to dil ko sahaara milaa zindagi ke safar mein akele thei hum
Zindagi Kis Mod Par Laayi Mujhe
hey jaake kahin jog lo chahe ise bhog lo haa jaake kahin jog lo chahe ise bhog lo pyasi pyasi kyun rahe jeene ki ye aarzoo zindagi ye kaisi hai jaise jiyo waisi hai jaake kahin jog lo chahe ise bhog lo pyasi pyasi kyun rahe jeene ki ye aarzoo zindagi ye kaisi hai jaise jiyo waisi hai ye jawaani ye zamana hum bhi hain jawaan husn wale humnasheen hain chhayi mastiyan hey hey hey ye jawaani ye zamana hum bhi hain jawaan husn wale humnasheen hain chhayi mastiyan hey hey hey jeene ka ye daur to abhi hua hai shuru zindagi ye kaisi hai jaise jiyo waisi hai pyasi pyasi kyun rahe jeene ki ye aarzoo zindagi ye kaisi hai jaise jiyo waisi hai hmm hmmm sheeshe ke hain jaam wo paani ka hai wo nasha jogi kya hai jog kya tumhe kahan ye pata peeke bhi ho pyase tum pyasi pyasi zindagi zindagi ye kaisi hai jaise jiyo waisi hai ye jawaani chaar din mein daaman chhod de hoo husn jaane kis kadam pe nazren mod le laaye tumhe hosh mein aisa koi jaam pee zindagi ye kaisi hai jaise jiyo
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Zindagi Ek Safar Hai Suhana Andaz (1971) 04:22 21498
 
Poster of Andaz (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Hema Malini
Duration : 04:22   Song Number : 21498   

Zindagi Ek Safar Hai Suhana (Female) Andaz (1971) 02:32 36587
 
Poster of Andaz (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Hema Malini
Duration : 02:32   Song Number : 36587   

Zindagi Guzaarne Ko Ek Mahal Ho Sapno Ka (1975) 03:23 21499
 
Poster of Ek Mahal Ho Sapno Ka (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 03:23   Song Number : 21499   

Zindagi Hai Kya Sun Maya (1961) 04:35 13697
 
Poster of Maya (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 04:35   Song Number : 13697   

Zindagi Ka Safar Safar (1970) 04:08 21503
 
Poster of Safar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 04:08   Song Number : 21503   

Zindagi Ka Yun Zuban Par Naam Dil Ka Heera (1979) 06:38 16425
 
Poster of Dil Ka Heera (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Hema Malini, Sachin
Duration : 06:38   Song Number : 16425   

Zindagi Kaisi Hai Paheli Anand (1970) 03:39 21504
 
Poster of Anand (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 03:39   Song Number : 21504   

Zindagi Ke Is Safar Ki Ek Nai Paheli (1984) 04:48 17536
 
Poster of Ek Nai Paheli (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
K J Yesudas
Duration : 04:48   Song Number : 17536   

Zindagi Ke Safar Mein Aap Ki Kasam (1974) 06:36 21506
 
Poster of Aap Ki Kasam (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Raag- 
Bihag
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:36   Song Number : 21506   

Zindagi Ke Safar Mein Damaad (1978) 05:09 37503
 
Poster of Damaad (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Hemant Bhosale
On Screen Actors- 
Amol Palekar, Ranjeeta
Duration : 05:09   Song Number : 37503   

Zindagi Ke Safar Mein Akele Thei Hum Nartaki (1963) 03:39 31527
 
Poster of Nartaki (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Nanda
Duration : 03:39   Song Number : 31527   

Zindagi Kis Mod Par Laayi Mujhe Diwali Ki Raat (1956) 03:30 36854
 
Poster of Diwali Ki Raat (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Snehal Bhatkar
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Talat Mahmood, Roop Mala
Duration : 03:30   Song Number : 36854   

Zindagi Ye Kaisi Hai Swami Dada (1982) 08:02 35857
 
Poster of Swami Dada (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjan
Music Director- 
R D Burman
Duration : 08:02   Song Number : 35857